Prabhu Yeshu kitna pyaara Sabki aankhon ka hai taara Lyrics

0

 

Prabhu Yeshu kitna pyaara Sabki aankhon ka hai taara Lyrics

Prabhu Yeshu kitna pyaara Sabki aankhon ka hai taara Lyrics | प्रभु यीशु कितना प्यारा सबकी आंखों का है तारा लिरिक्स




Hindi (हिंदी )Lyrics


प्रभु यीशु कितना प्यारा,
सबकी आंखों का है तारा (2)
झूमें गायें खुशियां मनायें,
नगमा ये हमारा....


1. यीशु का जीवन, हमको सिखाता,
जोड़ों सबसे प्रेम का नाता (2)
मिला उसी से सहारा, प्रभु यीशु ....


2. यीशु के गीतों को जग में गाऐंगे,
सारी दुनियां हो हम बताऐंगे (2)
दूर नहीं अब किनारा, प्रभु यीशु ....




English (Hinglish) Lyrics



Prabhu Yeshu kitna pyaara,
Sabki aankhon ka hai taara (2)
Jhoomein gaayein khushiyan manaayein,
Naghma ye humara...


1. Yeshu ka jeevan, hamko sikhata,
Joron sabse prem ka naata (2)
Mila usi se sahaara, Prabhu Yeshu...


2. Yeshu ke geeton ko jag mein gaayenge,
Saari duniya ho hum bataayenge (2)
Door nahin ab kinaara, Prabhu Yeshu...





Song Credit

Song - Prabhu Yeshu kitna pyaara
Singer- Unknown
Written by-Unknown




Tags

Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
To Top