Barkat ki baarish bharpoor Aavegi taazgi aasmaan se Bhejega jisko Masiha Lyrics | बरकत की बारिश भरपूर आवेगी ताज़गी आसमान से भेजेगा जिसको मसीह लिरिक्स
Hindi (हिंदी )Lyrics
1. होवेगी बरकत की बारिश,
बरकत की बारिश भरपूर
आवेगी ताज़गी आसमान से,
भेजेगा जिसको मसीह ।
को : बरकत की बारिश, बरकत की
बारिश भरपूर
रहम की बूँदे टपकती,
पर बारिश हमको जरुर
2. होवेगी बरकत की बारिश
होगी नई कुव्वत जरुर,
वादी पहाड़ और मैदान पर,
जब बारिश होगी भरपूर
3. होवेगी बरकत की बारिश
काश अभी पावें हम सब,
यीशु तू ताज़गी अब बख्श दे,
वायदे को पूरा कर अब ।
4. होवेगी बरकत की बारिश,
भेज उसे अभी हां अब,
मानते गुनाह जब हम अपने,
दे बारिश यीशु ऐ रब्ब ।
English (Hinglish) Lyrics
1. Hovegi barkat ki baarish,
Barkat ki baarish bharpoor
Aavegi taazgi aasmaan se,
Bhejega jisko Masiha.
Chorus: Barkat ki baarish, barkat ki
baarish bharpoor
Raham ki boondein tapakti,
Par baarish hamein zaroor.
2. Hovegi barkat ki baarish
Hogi nayi quwwat zaroor,
Vaadi pahaad aur maidan par,
Jab baarish hogi bharpoor.
3. Hovegi barkat ki baarish
Kaash abhi paavein hum sab,
Yeshu tu taazgi ab bakhsh de,
Vaade ko poora kar ab.
4. Hovegi barkat ki baarish,
Bhej use abhi haan ab,
Maante gunaah jab hum apne,
De baarish Yeshu ai Rabb.
Song Credit
Song - Hovegi barkat ki baarish
Singer- Unknown
Written by-Unknown

