Prarthana mein jo kuch maanga Pura karo armaan Lyrics

0

 

Prarthana mein jo kuch maanga Pura karo armaan

Prarthana mein jo kuch maanga Pura karo armaan Lyrics | प्रार्थना में जो कुछ मांगा
पूरा करो अरमान लिरिक्स




Hindi (हिंदी )Lyrics


प्रार्थना में जो कुछ मांगा,
पूरा करो अरमान
सारी खताएं मानता हूँ
तेरा करूँ अब ध्यान।


1. दिल में धीमी आवाज आई,
अपने गुनाहों को मान
जान लिया मैंने आवाज उसकी,
जिसका किया अपमान।


2. ईमान लाए जिस पल मसीहा,
आये तुम्हारे पास
माफ करों अब पाप हमारे,
आओ हमारे पास।


3. जाना सभी को आखिर वहाँ पे,
होगा जहाँ इन्साफ
धो दे दिलों को आज हमारे,
कर दे लहू से साफ।






English (Hinglish) Lyrics



Prarthana mein jo kuch maanga,
Pura karo armaan
Saari khataayein maanta hoon
Tera karun ab dhyaan.


1. Dil mein dheemi awaaz aayi,
Apne gunaahon ko maan
Jaan liya maine awaaz uski,
Jiska kiya apmaan.


2. Imaan laaye jis pal Masiha,
Aaye tumhare paas
Maaf karo ab paap humare,
Aao humare paas.


3. Jaana sabhi ko aakhir wahan pe,
Hoga jahan insaaf
Dho de dilon ko aaj humare,
Kar de lahoo se saaf.






Song Credit

Song - Prarthana mein jo kuch maanga
Singer- Unknown
Written by-Unknown





Tags

Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
To Top