Akash mein Prabhu ki stuti
Prithvi par shaanti Lyrics | आकाश मे प्रभु की स्तुति
पृथ्वी पर शांति
Hindi (हिंदी )Lyrics
आकाश मे प्रभु की स्तुति
पृथ्वी पर शांति
उधर करता येशू है
वो इम्मानुएल, प्रभु हमारे साथ है
पराक्रमी परमेस्वर अनंत काल का पिता
अद्भुत उक्ति करने वाला शांति का राजकुमार ………. (2)
वो इम्मानुएल………
उसकी प्रभुता बढ़ती रहेगी
उसके राज्य का अंत न होगा ……. (2)
वो इम्मानुएल…………
हमको बचाने आया जगत मे
प्रेम और सच्चे लाया जगत मे …….. (2)
वो इम्मानुएल…………English (Hinglish) Lyrics
Akash mein Prabhu ki stuti
Prithvi par shaanti
Udhar karta Yeshu hai
Vo Immanuel, Prabhu hamare saath hai
Parakrami Parmeshwar anant kaal ka Pita
Adbhut ukti karne wala shaanti ka rajkumar ………. (2)
Vo Immanuel………
Uski prabhu-ta badhti rahegi
Uske rajya ka ant na hoga ……. (2)
Vo Immanuel…………
Hamein bachane aaya jagat mein
Prem aur sacche laya jagat mein …….. (2)
Vo Immanuel…………
Song Credit
Song - Aakash Mai Prabhu Ki Stuti
Singer- Unknown
Written by-Unknown

